Friday, 15 April 2016

Mera naam merry ha (Brothers)






Mera Naam Mary Lyrics from Brothers: An item song featuring Kareena Kapoor, the song is sung by Chinmayi Sripada and composed by Ajay-Atul based on their own Marathi song Ye Go Ye Ye Maina.

Singer: Chinmayi Sripada
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music Label: Sony Music

Mera Naam Mary Lyrics

Heartbeat chaati mein
Dhak-dhak dhadkaaye re
Aye aye aye…
Kaaiku public ki
Takleef badhwaaye re
Aye aye aye…

Drame pachaas karte hain
Chhore ye mujhpe marte hain
Meri dhadkan ki galiyon mein
Lekin tere hi charche hain
Mera naam Mary hai
Mary sau takka teri hai

Mera naam Mary hai
Mary sau takka teri hai
Phir kis baat ki deri hai
Mary sau takka teri hai

Mere jazbaat ko kaahe footpath pe
Bhari dopehari paidal chalaaye
Ghoore dheere se kyun
Teri deewani ko agarbatti ke maafik jalaaye
Mujhe chhu le zara, jee le zaraa
Baahon mein kas ke, dabaa ke
Main kasam dun tumhe rakhungi kya
Joban ka beema karaake
Lattu hai.. mujhpe ye saare
Sau sau ke.. note kharche hain

Meri dhadkan ki galiyon mein
Lekin tere hi charche hain
Mera naam Mary hai
Mary sau takka teri hai

La la la..
Mera naam Mary hai
Mary sau takka teri hai
Phir kis baat ki deri hai
Mary sau takka teri hai

Haaye badi garmi hai re
Teri har baat mein
Aaja saanson ka AC chala dun
Hogi pardes ki pehalwani teri
Aaja do ghoont desi pilaa doon
Teri aankhein hai ya chumbak piya
Mujhko teri ore kheenche
Kabhi galti se tu seeti bajaa
Meri bhi khidki ke neeche
Auron mein.. kya buraari hai
Ye bhi to.. achhe ghar se hai

Meri dhadkan ki galiyon mein
Lekin tere hi charche hain
Mera naam Mary hai
Mary sau takka teri hai

ye ye ye..
Mera naam Mary hai
Mary sau takka teri hai
Phir kis baat ki deri hai
Mary sau takka teri hai

Thursday, 14 April 2016

Agr to hota to (baaghi)




Song: Agar Tu Hota
Singer(s): Ankit Tiwari
Movie/Album: Baaghi
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Abhendra Kumar Upadhyay
Meri raahon mein pade
Tere pairon ke nishan ne kaha, ne kaha

Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafaa ne kaha, ne kaha

Girte un aasuon mein
Kuchh to tujhsa lage hai
In ashkon mein main na khota

Agar tu hota to na rote hum
Agar tu hota to na rote hum x (2)

Paanv ko the mile zamin ki tarah
Aankhon mein kyon hue nami ki tarah
Dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar
Chhod ke kyon gaye ajnabi ki tarah

Girte in aasuon mein
Kuchh to tujhsa lage hai
In ashkon mein main na khota

Main Woh Chand ( Imran Hashmi)


Main Woh Chaand Lyrics from Tera Suroor 2: The song is sung by Darshan Raval and composed by Himesh Reshammiya while lyrics are penned by Sameer Anjaan.
Singer: Darshan Raval
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer Anjaan



Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan
Main woh chaand jiska tere bin na koi aasmaan

Meri duaaon mein hai mannat teri
Tujhko padha hai tu hai aayat meri
Jannat tu hi hai tu hona na door
Azmat hai tujhse tu hi hai mera noor

Dil ki salaakhein qaid rakhe hai
Jaise parinda koi, haan koi…

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Main wo chand jiska tere bin na koi aasmaan
Main wo chand jiska tere bin na koi aasmaan

Veeraniyon ka dil mein lava jale
Angaaron ke saaye mein har pal khale
Furkat ka lamha phir se aaye na ab
Iss se rihaai de de aye mere Rabb

Dil ke taar bandhe hain aise
Jaise bandhi bediyaan, bediyaan..

Ashqon mein hai yaadein teri
Bheegi bheegi raatein meri
Gum hai kahin raahein meri

Main tere ishq mein gumrah hua
Main tere ishq mein gumrah hua
Me wo chand jiska tere bin na koi aasmaan
Me wo chand jiska tere bin na koi aasmaan




Bilkul


Chum Chum (Bhaagi)



Cham Cham Lyrics from Baaghi in the voice of Monali Thakur & Meet Bros. It is composed by Meet Bros and lyrics are written by Kumaar.
Cham Cham Song Lyrics
Cham cham cham

Zulfon se bandh liya dil
Seene pe se uddne laga anchal
Mujhse naina mila ke
Mausam hone lage pagal
Sabse hoke befikar
Naachu main aaj

Cham cham cham x (3)
Cham cham

Main naachu aaj

Cham cham cham x (3)
Cham cham

Rain drop bouncing
My heart is announcing
You got to take me away
Let’s start jumpin’ my
My heart goes pumpin’
I love you in every way

Dhadkanon pe boondein jo giri
To naachu aaj

Cham cham cham x (3)
Cham cham

Main naachu aaj

Cham cham cham x (3)
Cham cham

Main naachu aaj




Bolna ( Kapoor & Sons )


olna Lyrics from Kapoor And Sons in the voice of Arijit Singh & Asees Kaur. Music of this song is composed by Tanishk Bagchi and lyrics are written by Dr Devender Kafir.

Chutteya na choote mose
Rang tera dolna
Ik tere baajo duja
Mera koyi mol na
Bolna maahi bolna
Bol na maahi bol na

Tere sang hansna main
Tere sang rona
Tujhmein hi rehna main
Tujhmein hi khona

Dil mein chupa ke tujhe
Dil nahiyo kholna
Mar ke bhi maahi tose muh na modna
Bolna maahi bolna
Bol na maahi bol na

Chutteya na choote mose
Rang tera dolna
Ik tere baajo duja
Mera koyi mol na
Bolna maahi bolna, bolna
Bol na maahi bol na
Maahi bolna



Angel Song by Taher Shah


Kaan Akhil Punjabi Song


Prem Ratan Bhen Payo Movie Trailer 2016


Tamasha Movie Trailer 2016


Mastizaade Movie Trailer 2016


Salla Movie Trailer 2016


Baghi Movie Trailer



YAR TERA SUPERSTAR (HONEy SINGH)


SUB TERA (BAAGHI)


IJAZAt (one night stand movie)


Wednesday, 13 April 2016

Mujh ma hai to(FALAK)


Zaroorat (Ek Villen)


hamari audhri khani hd 1080p song



Tu jo Mila By Jubin Natyat



Katra Katra HD Song


Teri meri gal na bani


Jee Ni Lagda


Zindage mjy itna bta


Sad song


Judaai


Aa Jee Lay Ik Pal Main


Dill ka badlay sanam